Khul Kabhi Toh Lyrics by Arijit Singh – Haider

Haider

Khul Kabhi Toh Lyrics from Haider (2014): A romantic song sung by Arijit Singh featuring Shahid Kapoor & Shraddha Kapoor.

Song Info

Khul Kabhi Toh Song Info

Singer
Arijit Singh

Album
Haider

Lyricist
Gulzar

Music
Vishal Bhardwaj

Cast
Shahid Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon

Language
Hindi

Music Label
Junglee Music

Song Video

English Lyrics

Khul kabhi to, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen
Boond-boond barsun main
Paani-paani khelun-khelun aur beh jaaun
Geele-geele hothon ko main
Baarishon se choomun-choomun aur keh jaaun
Tu.. zameen hai, tu.. meri zameen Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen mmmm… Lab tere yun khule jaise harf thhe
Honth par yun ghule jaise barf thhe
Aana zara-zara main haule-haule
Saans-saans senk doon tujhe Lab tere yun khule jaise harf thhe
Honth par yun ghule jaise barf thhe
Tu hi tu hai, main kahin nahi Hmm.. khul kabhi to, khul kabhi kahin
Hmm.. main aasmaan, tu meri zameen Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha
Der tak gulmohar jhoom raha tha
Jal ke main sochta tha:
Gulmohar ki aag hi mein phenk doon tujhe Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha
Der tak gulmohar jhoom raha tha
Tu meri kasam, tu mera yaqeen Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen
Boond boond barsun main
Paani-paani kehlun-khelun aur beh jaaun
mmm.. geele-geele honthon ko main
Baarishon se choomun-choomun aur keh jaaun..

Hindi Lyrics

खुल कही टू, खुल कही कहिन
मुख्य आसमान, तु मेरी ज़मीन
Boond-Boond Barsun मुख्य
पानी-पोनी खेलुन-खेलुन और बे जाण
गीले-गीले होथोन को मुख्य
बरीशॉन एसई Choomun-Choomun और Keh Jaaun
तु .. ज़मेमेन है, तु .. मेरी ज़मीन खुल कही तोह, खुल कही कहिन
मुख्य आसमान, तु मेरी ज़मीन mmmm … लैब Tere Yun Khule Jaise Harf Thhe
Honth par yun ghule jaise barf thhe
आना ज़रा-ज़रा मुख्य हौले-हौले
Saans- Saans Senk Doon Tujhe लैब tere yun khule jaise harf thhe
Honth par yun ghule jaise barf thhe
तु हाय तु है, मुख्य कहिन नाही हम्म .. खुल कही, खुल कही कहिन
हम्म .. मुख्य आसमान, तु मेरी ज़मीन झुक के जब झुम्का मुख्य चुनौती राह थी
Der tak gulmohar zhoom raha था
जल के मुख्य सोचा था:
गुलमोहर की एएजी हाय मीन फेन्क डून तुजह झुक के जैब झुम्का मुख्य चुनौती राह थी
Der tak gulmohar zhoom raha था
तु मेरी कसम, तु मेरा याकीन खुल कही तोह, खुल कही कहिन
मुख्य आसमान, तु मेरी ज़मीन
बूंद बूँद बार्सुन मुख्य
पैनी-पनी केहलुन-खेलुन और बे जाण
mmm .. Geele-Geele Honthon Ko Main
Baarishon Se Choomun-Choomun और Keh Jaaun ..