As-Salaam Walekum Lyrics by Emiway – Emiway
Emiway
As-Salaam Walekum Lyrics: The song is sung by Emiway, and has music by Flamboy while Emiway has written the As-Salaam Walekum Lyrics. The music video of the As-Salaam Walekum song is directed by RayHaan Patni.
Song Info
As-Salaam Walekum Song Info
Singer
Emiway
Lyricist
Emiway
Music
Flamboy
Director
RayHaan Patni
Genre
Hip-Hop(Rap)
Music Label
Emiway Bantai
Song Video
English Lyrics
Haan as-salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum
As-salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum
As-salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum
As salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum
Haan bahut logon ko main aane diya paas
Kisko bhi maan leta tu hi hai khas
Phir pata chala mujhe to yeh to bakwaas hai
Mujhe hi karna chahte sab to naash yeh
Sath rah ke haat pair kaanp rahe the
Ke soch ke baap re baap
Abhi se chalna hai sabse sambhal ke
To khud ko kehta hoon ab faasle naap
Main saans lena shuru kiya hoon
Ammi abba ko main khushi diya hoon
Hey maalik yeh teri raza hai
Mujhe to aa rela jeene mein kaafi maza hai
Kisi se nafrat nahi yehi wajah hai
Khud ko bana lo be doosre ke darwaje kayiko bajaye
Log yahan soch rakhe kayiko bachaye
Jab tak hai paisa yeh sath mein machaye
Asli log sath hain to samjhoge bhai
Kisko hai rakhna kidhar kisko banana jigar
Kis pe dabana trigger, yeh main samjh gaya
Kafi logon ki chal se main bach gaya kya?
Haan ab puchh mujhe main kaise itta shyana
Itti se umar duniya samjh gaya
Walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum
As salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum
Haan.. Haan..
Duniyadari kam reh raha hoon apne mein
Kisko bharosa nahi tha meri sapne mein
Abba ko chhod ke mummy ko chhod ke
Raste mein jitne bhi kaante the tod ke
Yahan tak aayele aise kaise chhod dein
Shortcut mangta hai sabko inko cheat code de
Meri pincode pe google kar
Wikipedia pe milega mera naam
Woh aise ch nahi ayele
Uske liye kaam kiyele apun subah shaam
Log kuchh bhi chillayenge
Inka to aadat hai jhooth bolna sareaam
Main to karun kaam mera kaam dega jawab
Jahan bhi jaata hoon izzat hai nawab
Tab tak hai dharti mein kab tak hai mauka
Jaldi se jaldi kama le sabab
Rubab ko rakhna uncha bich mein nahi bolne ka
Tere ko kaun puchha
Haal hi filhali mein maine kuchh socha
Khud ka main kha raha hun kiska nahi nocha
Jee raha hoon haq se
Itni pateli kyun karta hai shakhs yeh
Poochh mujhse
Bina jaan pehchan ke maidan mein ghusele
Independent beta haq se
Jawab dena hai to apun kis se bhi nahi darta
Jo bhi bolke dikhaya bantai
Woh main khulla karta kya?
Let’s fu*ks given abhi farak bhi nahi padta
Poora game badal diya hai be 24 saal ka ladka
Salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum
As salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum
Haan nafrat karega to khuda naraaz
Dharti mein insaan log ban rahe maharaj
Inko nahi maloom kya hone wala aaj
Yeh kasam khilayenge kal ki bahar kuchh aur
Andar kuchh aur
Par andar ki baatein to chehre pe jhalki
Insan ko nikal ke aayele par
Khuda se bhi nahi rakh rahe dar
Itna guroor tere andar mat bhar
Itna kamaya leke jayega kidhar
Paap tera saaf karne nahayega kidhar
Baap bola beta mera chhod diya ghar
Abey aisa na kar sath nahi chhodna
Maa baap ne pakda hai hath nahi chhodna
Chhodna hai to chhod unn log ko
Jo log bich mein hi chhod denge kya?
Haan apun bhi aise hi shyane banele
Koyi todne ko ayega to apun bhi tod denge
Hath sirf jod denge khuda ke samne
Acha lag raha hai mujhe khuda ke samne
Batane yeh saari baatein
Baaki log meri tarah yeh bata nahi paate
Itne saare bas jo mera lockup hai
Jaise yeh panipat hai yeh pani paa de
Kyun ki thoda bahut karke nibha nahi paate
Yeh dikha nahi paate jo main dikha raha
Khud ko kabhi nahi bolna bichara
Khud ka banunga main khud hi sahara
Andar kyun chhupa hai chal beta bahar aa
Woh nahi milega jo tu hai chah raha
Usse bhi behtar kuchh likha hai ja raha
Usse bhi behtar kuchh likha hai ja raha
Sabar hai le lo patience rakho
Apna kaam karo dil laga ke karo
Consistent raho yo
Keep motivating each other
Independent organic day one se
Peace out!
Hindi Lyrics
हां के रूप में सलाम वैलेकम
सबको सलाम वालकुम
दरवाजा से सलाम सबको
पैस नही आना टम
के रूप में सलाम वैलेकम
सबको सलाम वालकुम
दरवाजा से सलाम सबको
पैस नही आना टम
के रूप में सलाम वैलेकम
सबको सलाम वालकुम
दरवाजा से सलाम सबको
पैस नही आना टम
सलाम वालकम के रूप में
सबको सलाम वालकुम
दरवाजा से सलाम सबको
पैस नही आना टम
होन बहत लॉगऑन को मुख्य ऐन दीया पैस
Kisko Bhi Maan Leta Tu HI HAI KHAS
Phir Pata Chala Mujhe To Bakwaas Hai
Mujhe हाय कर्ण चाहेट SAB TO THOASH YEH
साथ राह के हाट जोड़ी कैनप राहे
के सोच के बाप रे बाप
अभि से चालना है सशहल के
Khud Ko kehta hoon ab faasle naap के लिए
मुख्य सांसेन लेना शुरु की जाऊ
अम्मी अब्बा को मुख्य खुशी दीया हुन
अरे मालिक ये तेरी रजा है
Mujhe से Aa Rala Jeene Meāfi Maza Hai
किसि से नफरत नही येही वजाह है
Khud Ko Bana Lo Doosre Ke Darwaje Kayiko Bajaye हो
लॉग याहान सोच राखी Kayiko Bachaye
Jab tak hai paisa yeh sath machaye
ASLI लॉग साथ Hain Samjhoge Bhai
किस्को है रखना किडहर किस्को केला जिगर
किस पे दाबाना ट्रिगर, ये मुख्य समेश गया
Kafi Logon Ki Chal Se Mair Bach Gaya Kya?
होन अब पुच मुजे मुख्य काइज़ इटता श्याना
Itti से उमर Duniya Samjh Gaya
वैलेकुम
सबको सलाम वालकुम
दरवाजा से सलाम सबको
पैस नही आना टम
सलाम वालकम के रूप में
सबको सलाम वालकुम
दरवाजा से सलाम सबको
पैस नही आना टम
हन .. होन ..
Duniyadari Kam Rah Raha Hoon Apne Men
Kisko Bharosa नही था मेरी Sapne Mein
अब्बा को छोड के मम्मी को छोड के
Raste Mein Jitne Bhi Kaante Tod Ke
याहान Tak Aayele Aise Kaise Chhod Dein
शॉर्टकट मंगा है सबको इंको धोखा कोड डी
मेरी पिनकोड पीई Google कर
विकिपीडिया पीई मीलगा मेरा नाम
वो ऐस च नाही अयले
Uske Liye Kayiele Apun Subah Sham
लॉग कुच भाई चिलैएन्ग
Inka से Aadat Hai Jhooth Bolna Saream
मुख्य करुण काम मेरा काम देगा जवाब
जहान भी जाटा हुन इज्जत है नवाब
टैब Tak Hai dharti Mein Kab Tak Hai Mauka
जाली से जाली कामे ले सबब
Rubab Ko Rakhna Uncha बिच Mein Nahi Bolne Ka
तेरे को कौन पुछा
हवल हाय फिलाली मीन मेन कुच सोचा
Khud Ka Main Kha Raha Hun Kiska Nahi नोचा
Jee raha haq se se
Itni Pateli Kyun Karta Hai Shakhs Yeh
पूखा मुजसे
बीना जान पेहचन के मैडन मीन घोसेले
स्वतंत्र बीटा हक एसई
जौब डेना हैई एपन किस से भाई नाहि डार्टा
जो भी बोके दीखया बंतई
वोह मेन खला कार्ता काया?
आइए फू * केएस ने अभिरा फराक भी नही पदता को दिया
गरीला खेल बादल दीया है 24 साल का लाडका हो
सलाम वालकम
सबको सलाम वालकुम
दरवाजा से सलाम सबको
पैस नही आना टम
सलाम वालकम के रूप में
सबको सलाम वालकुम
दरवाजा से सलाम सबको
पैस नही आना टम
होण नाराज़ के लिए होन नाराज़
धती मीन इंसान लॉग प्रतिबंध राह महाराज
इंको नाहि मालूम काया होन वाला अज
ये Kasam Khilayenge Kal Ki Bahar Kuchh Aur
आंदार कुच और
Par Andar Kaiatein Chehre पे yalki के लिए
इंसान को निकाल के आयेल बराबर
खुदा से भी नही राख राह डार
इटना गुरूर तेरे एंडार मट भारर
इटना कामया लीके जयगा अपहर
पाप तेरा सैफ करने नाहेगा अपहर
बाप बोला बीटा मेरा छोड दीया घर
अबी अदा ना कर सथ नाही छोटना
मा बाप ने पाक्दा है नाहि छोटना
छोडना है टू छोड अन्न लॉग को
Jo log bich mein hi chhod kya denge?
हन अपून भी ऐस हाय श्येन बनेल
Apun Bhi Tod Denge करने के लिए Koyi Todne Ko Ayega
सिरफ जोद ने खुदा के सैम की घोषणा की है
Acha Lag Raha Hai Mujhe Khuda Ke Samne
बटाने ये साड़ी बैएटिन
बाकी लॉग मेरी ताराह ये बाटा नही पचेट
इटने सायर बेस जो मेरा लॉकअप है
Jaise Yeh Panipat है ये Pani Paa de
Kyun Ki Thoda Bahut Karke निभा नही Paate
ये दिखा नाहि पाटे जो मेन दीका राह
Khud Ko Kahhi Nahi Bolna Bichara
Khud Ka Banunga Main Khud Hi Sahara
आंदार क्युन छपा है चाल बीटा बहार एए
वह नाहि माइल्गा जो तु है चाह रह
Usse Bhi Behtar Kuchh Likha Hai Ja Raha
Usse Bhi Behtar Kuchh Likha Hai Ja Raha
सबर है ले लो धैर्य राखो
अपना काम करो दिल लागा के करो
लगातार राहो यो
एक दूसरे को प्रेरित करते रहें
स्वतंत्र कार्बनिक दिवस एक से
मित्रों अलविदा!