Jung Wung Lyrics by Talha Anjum – Chen-K

Chen-K

Jung Wung Lyrics- Chen-K, Talha Anjum, and Talhah Yunus have sung and written lyrics of the song Jung Wung. The music video is directed by Faizan Afzal and has been shot by Farhan Zahid.

Song Info

Jung Wung Song Info

Singer
Chen-K, Talha Anjum, Talhah Yunus

Lyricist
Chen-K, Talha Anjum, Talhah Yunus

Director
Faizan Afzal

Director Of Photography
Farhan Zahid

Genre
Hip-Hop (Rap)

Song Video

English Lyrics

[Talha Anjum]
Jung se pehle baat kare pichli jung ki
65 ki ya 71 ki
Mere bhai main nahi dene aaya dhamki
Main baat kar raha hak ki
Yeh baat mere dhang ki
Hum dono ko mein
Sarhado se bati hui
Hum dono ki ek dusre pe hati hui
Aur ye sikhata kaun media
Sh*t I’m trying to use my music
As a medium
Ke shaayad log soch ko aazad karein
Civilize tareeke se bethe baat kare
Majhab nahi insaniyat pe insaaf karein
Is gann pale se apne dil dimag saaf kare
Aur bhi toh pome hai is duniya mein
Woh aise kyu nahi ladti
Jaise ladte tum aur main
Subah se dekh raha hoon main internet pe war memes
Kya tumhe zara sa andaza hai what war means
War means yateem ya miskeen
War means.. get off the dream
Tera fauji ya phir mera bro
Maa sabki hoti hai
Rishte naate ki koi sarhad
Maaye sabki roti hai
Lekin rajneeti ke aage
Ye baatein choti lage
Aur nafrat ki nazar se
Sach baat bhi jhooti lage
Aur hum chaahe to ye jung
Kab ki muka de
Lekin hum chaahte hain ki
Aman ko ek mauka dein
Yeh jung wung chhod bantai
Nafrat ki zanjeerein tod mere bhai
Badhna aage hai humein
Sitaron se aage hai jahaan aur bantai (x2)
[Chen-K]
Ek hi mitti ka rang ae ki khoon ye
Jung mein bhi ek jaisa junoon hai
Masle bhi hoobahoo ye kanoon ke
Idhar Zainab udhar Asifa ka noor hai
Aur jitni bhi kaum dono yeh modern
Sagi behan ko ghoorein bhai dabe ye foran
Ladaiyon ke baad bhi ghar mein raunak
Chhupe galiyon mein baap ke pyaar ke 9 rang
Gaur kar bhai ek jaise taur tareeke
Phir majority kyun ek doosre pe bhonkti hai
Talha tu thik hai media ki monopoly
Om Puri ka qaatil Arnab Goswami hai
Gussa bimaari hai
Gussa thukna hoga mulk ki khatir ye
Kyunki jab bhi Pak ya Hind gaali dein
Hathyar bike America China ke
Phir cheekhein maayein bete ki kabron pe
Kaarobar chalein par dikhe khadde sadako pe
Nafratein failayein logon mein kamaaye
Brigadier wagerah yeh soyein bistaron pe
Socho tum maa ke baazuo mein soye ho
Do secondo mein faad dein chhat hawa se drone
Utho to maa ka baazu pada kahin aur ho
Jihaad chhodo maaroge nahi maa ke qaatilon ko
Aatankwaadiyo ka mulk bole sunke kahani
Sabut nahi maujood kyunki bas Pakistani
Fir hudus ki wajah se Africa bhi aatankwaadi
Fir Yahudiyo ke liye Germany aatankwaadi
Peshawar mein laashe 132 thi ji
— ho ya Pulwama district
Ikka ka barah din baad ka na behis
Phir gaaliya doon par
Zameer bole hargiz nahi
Ye jung wung chhod bantai
Yeh jung wung chhod bantai
Nafrat ki zanjeerein tod mere bhai
Badhna aage hai humein
Sitaron se aage hai jahaan aur bantai (x2)
[Talha Yunus]
Jung jung jung jung toh hum roz lade
Kyunki bache aaj bhi sadko pe bhookhe marein
Sukhe pade shakho se jhade patte
Inn baahon mein qatil kab se hamlo ki boli ratke
Phir bhi bhatke
Divide and rule kyun sazishein badhi batke
Soch zara hatke
Main muttasir un bacho se
Jo sadko pe bina ghar ke nithariye nai darte
Roz rozi ke liye koi ek nahi hazaron junge ladte
Koi bhi majhab nahi insaniyat se badke
Hai farak bahut hai farak bahut
Yeh galat bahot
Yeh baatein kadak bahot
Kyuki ye sirf sadak talk
Tere bhi do kaan do hath
Do per, do aankhe, ek naak
Kyu nahi taarikh yaad
Ye sab goron ka khel
Yaar ankhe khol yaar
Sacchai aur jhooth ek
Tarazu mein na tol yaar
Ab bol yaar
Kya kusoor un masoomon ka
Jinke dilon mein
Ab khauf bhara jung ka
Internet pe lade janta
Sab media ka agenda
Magar aaj ye log lahrayenge
Do mulkon ka jhanda
Gehare samandar
Kale badal panchi gayab
Kashmir ahl-e-nazar
Aur main uska saahil
To kyu ye padhe likhe jaahil
Battein kare nile
Dilo mein bhara zehar
Aur mawaako pe jaahir

Hindi Lyrics

[ताला अंजुम]
जंग से पेहले बाट कर पिचली जंग की
65 की या 71 की
मेरे भाई मेन नही डेने आया धामकी
मुख्य Baat Kar Raha Hak Ki
ये बाट मात्र धनंग की
हम डोनो को
साराडो से बाटी हुई
हम डोनो की एक डूस्रे पे हाती हुई
और ये सिखाता कौन मीडिया
Sh * t मैं अपने संगीत का उपयोग करने की कोशिश कर रहा हूं
एक माध्यम के रूप में
के शायाद लॉग सोच को अज़ाद करीन
सभ्य टैरीके से बेथे किराया
माजाब नही Insaniyat पी insaaf karein
गैन पेल से एने दिल डिमग सैफ कर है
और भी तोह थोम है दुनीया मीन
वो ऐस कुओ नाहि लादती
जैस लडटे तुम और मुख्य
सुब्ना से अशा रहना मुख्य इंटरनेट पीई युद्ध मेम
Kya tumhe zara sa andaza hai क्या युद्ध का मतलब है
युद्ध का अर्थ है yateem ya miskeen
युद्ध का मतलब है .. सपने से दूर हो जाओ
तेरा फौजी या फिर मेरा भाई
मा सबकी होटी है
ऋषि नाट की किई सरहाद
माये सबकी रोटी है
लेकिन रजनीता केजीजी
ये बैटिन चोनी लेज
और नफरत की नज़र से
सच बाट भी झूति लेज
और हम चहा को तुम जंग
कब की मुका डी
Lekin Hum Chaahte Hain
अमन को एक मौका डीन
ये जंग वुंग छोड बंटाई
Nafrat की zanjeerein tod मेरे भाई
बदना ऐज है ह्यूमीन
सितारोन से ऐज है जान और बंटाई (x2)
[चेन-के]
एक हाय मिट्टी का रंग एई की खून तुम
जंग मीन भी एक जैसा जूनून है
Masle Bhi Hoobahoo Ye Kanoon Ke
इधर जैनब उधर आसिफा का नूर है
और जितनी भी काम डोनो ये आधुनिक
सागी Behan Ko Ghoorein Bhai Dabe Ye Foran
Ladaiyon के Baad Bhi घर Mein Raunak
छपे गैलीयन मीन बाप के पफर के 9 रेंज
गौर कर भाई एके जेस टॉर टैरीके
Phir बहुमत Kyun एक doosre pe भिक्षुती है
तलहा तु थिक है मीडिया की एकाधिकार
ओम पुरी का कातिल अर्नब गोस्वामी है
गुसा बिमाड़ी है
Gussa Thukna Hoga Mulk Khatir तुम
Kyunki Jab Bui Puk Ya हिंद गाली डीन
हैथेर बाइक अमेरिका चीन के
Phir Cheekhein Maayein Bete KABRON PE
KAAROBAR CHALAIN PAR DIKHE KHADDE SADAKO PE
Nafratein Fafayein Logon Mein Kamaaye
ब्रिगेडियर Wagerah ये सोयाइन बिस्टारन पीई
सोचो तुम मा के बाज़ूओ मीन सोया हो
क्या सेकेंडो मीन फाद डीन छत हवाई से ड्रोन
उथो टू मा का बाज़ू पाडा कहिन और हो
जिहाद छोडो मारोगे नही मा के कातिलन को
Aatankwaadiyo का मुल्क बोले सनके कहानी
सबुट नाहि मौजूद क्यूंकी बस पाकिस्तानी
फ़िर हुडस की वाजा से अफ्रीका भी आतंकवाड़ी
फ़िर Yahudiyo Ke Liye जर्मनी Aatankwaadi
पेशावर मीन लाशे 132 थाई जी
— हो या पुलवामा जिला
Ikka Ka Barah Din Baad Ka Nahis
Phir Galiaya Doon Par
ज़मेर बोले हार्गीज़ नही
ये जंग वुंग छोड बंटाई
ये जंग वुंग छोड बंटाई
Nafrat की zanjeerein tod मेरे भाई
बदना ऐज है ह्यूमीन
सितारोन से ऐज है जान और बंटाई (x2)
[ताला यूनुस]
जंग जंग जंग जंग जंगा तोह हम रोज़ लीड
Kyunki Bache Aaj Bhi Sadko Pe Bhookhe Marein
सुखा पेड शाखो से झड पैटे
Inn Baahon Mein Qatil Kab Se Hamlo Ki Boli Ratke
फिर भी भट्के
Kyun Sazishein Badhhy Batke को विभाजित और शासन करें
सोच ज़रा Hatke
मुख्य muttasir un bacho se
Jo Sadko Pe Bina Ghar Ke Nithariey Nai Darte
रोज़ रोजी के लियो कोई एक नाहि हजारन जंगे लडटे
कोई भी माजाब नही Insaniyat Se Badke
है फराक बहत है फरक बहत
ये गैलेट बहोत
ये जानिन कडक बहोत
क्यूकी ये सिरफ सदाक टॉक
तेरे भाई कैन क्या करते हैं
प्रति, करो, करो, एक नाआक
Kyu नही Taarikh Yaad
ये सब गोरोन का खेल
यार अंखे खोल यार
Sacchai और jhooth ek
Tarazu Mein Na Tol Yaar
एबी बोल यार
के कशूर अन मसूमॉन का
Jinke Dilon Mein
अब खौफ भाड़ा जंग का
इंटरनेट पे लीड जनता
सब मीडिया का एजेंडा
Magar Aaj Ye Lahrayenge लॉग
क्या मुल्कन का झांडा
गेहारे समंदर
काले बादल पंची गेब
कश्मीर अहल-ए-नज़र
और मुख्य Uska Saahil
Kyu तुम padhe likhe jaahil
बैटीन अरे नील
Dilo me zhara zhhar
और मावाको पे जाहिर