Bekhayali Lyrics by Sachet-Parampara – Sachet Tandon
Sachet Tandon
Bekhayali Lyrics in Hindi (बेख़याली) from Kabir Singh: “Bekhayali” is a song from the Indian movie Kabir Singh, sung by Sachet Tandon and composed by Sachet-Parampara and lyrics written by Irshad Kamil. Picturised on Shahid Kapoor and Kiara Advani, it was released by Bhushan Kumar under T-Series. The audio song was released on 24 May 2019 and received critical reception from critics as well as became very popular among the audiences. The video song was released on 24 May 2019.Lyrics video of Bekhayali Arijit Singh Version is also added.
Song Info
Bekhayali Song Info
Singer
Sachet Tandon
Album
Kabir Singh
Lyricist
Irshad Kamil
Music
Sachet-Parampara
Cast
Shahid Kapoor, Kiara Advani
Song Video
English Lyrics
Hmm…
Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
Main jo tumse door hoon
Kyun door main rahoon
Tera guroor hoon
Aa tu faasla mita
Tu khwaab sa mila
Kyun khwaab tod doon oo..
Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun judaai de gaya tu, ye sawaal aaye
Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye
Hai ye tadpan, hai ye uljhan
Kaise jee loon bina tere
Meri ab sab se hai annban
Bante kyun ye Khuda mere hmm…
Ye jo log-baag hain
Jungle ki aag hain
Kyun aag mein jalun…
Ye nakaam pyaar mein
Khush hain haar mein
Inn jaisa kyun banun oo…
Raatein dengi bata
Neendon mein teri hi baat hai
Bhoolun kaise tujhe
Tu toh khayalon mein saath hai
Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhaara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai
Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhaara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai
Aa zamaane aazma le roothta nahin
Faaslon se hausla ye toot’ta nahin
Naa hai woh bewafa aur na main hoon bewafa
Woh meri aadaton ki tarah chhoot’ta nahin
Hindi Lyrics
हम्म …
Bekhayalial Mein Bhi Tera Hi Khayaal Aaye
Kyun Bichhadna Hai Zaroori Ye Sawaal Aaye
Teri Nazdekiyon की खुशी Behisaab thi
Hisse Mein Faasle Bhi Tere Bemisaal Aaye
मुख्य जो तुमसे दरवाजा होन
Kyun दरवाजा मुख्य राहून
तेरा गुरूर हुन
ए तुक फासला मीता
तु ख्वाब सा मिल
Kyun Khwaab Tod Doon Oo ..
Bekhayalial Mein Bhi Tera Hi Khayaal Aaye
Kyun Judaai de Gaya Tu, Ye Sawaal Aaye
थोडा एसए मुख्य खाफ़ा हो गया अयने आप से
थोडा सा तुजपे भी बेवाजाह हाय मलाल आयर
है तुम तादपान, है ये उलझन
Kaise jee loon bina tere
मेरी अबा एसएई सेनबान
Bante Kyun Ye Khuda मात्र हम्म …
ये जो लॉग-बाग है
जंगल की AAG Hain
Kyun Aag Mein Jalun …
ये नाकाम पफर मीन
खुशन हैन हायर मीन
सराय जैसा Kyun Banun Oo …
रटीन डेंगी बाटा
Neendon Mein Teri HI Baat Hai
भुलुन काइज़ तुजे
तु टोह खायलोन मीन पाथ है
Bekhayalial Mein Bhi Tera Hi Khayaal Aaye
Kyun Bichhadna Hai Zaroori Ye Sawaal Aaye
नज़र गिरा डे हर इक मंज़र
रेट की तारह बिखर राह है
डार्ड तुमहारा बदान मात्र
ज़ेर की तारह यूटार राह है
नज़र गिरा डे हर इक मंज़र
रेट की तारह बिखर राह है
डार्ड तुमहारा बदान मात्र
ज़ेर की तारह यूटार राह है
Aa zamaane Aazma Le Roothta Nahin
FAASLON SE HAUSLA YE TOOTTA NAHIN
Naa hai woh bewafa aur na mair hoon bewafa
वोह मेरी Aadaton Ki Tarah Chhootta Nahin