Bharat Ek Saath Hai Lyrics by Sonu Sood – Sonu Sood

Sonu Sood

Bharat Ek Saath Hai Lyrics: The song is sung by Sonu Sood, and has music by M Veer while Sonu Sood has written the Bharat Ek Saath Hai Lyrics.

Song Info

Bharat Ek Saath Hai Song Info

Singer
Sonu Sood

Lyricist
Sonu Sood

Music
M Veer

Director Of Photography
Vishal Yash Vy

Song Video

English Lyrics

Maana ki ghani raat hai
Iss raat se ladne ke liye
Poora Bharat ek saath hai
Teri koshish meri koshish rang layegi
Maut ke iss maidan mein
Zindagi jeet jayegi
Phir usi bheed ka hissa honge
Bas sirf kuchh hi dino ki baat hai
Maana ki ghani raat hai
Magar poora Bharat ek saath hai
In unchi unchi imaaraton ki
Chhoti chhoti khidkiyon mein sapne bade hain
Filhaal sambhal jaan bacha
Sadkon par tere mere rakhwale khade hain
Phir khushiyon ka mausam aayega
Pakka apna vishwas hai
Maana ki ghani raat hai
Iss raat se ladne ke liye
Poora Bharat ek saath hai
Maana ki ghani raat hai
Koyi maut se ladkar zindagi bacha raha hai
Koyi kachra uthakar bhi taali baja raha hai
Koyi khud ki parwah kiye bina
Apna farz nibhah raha hai
Insaaniyat hai sabse pehle
Na koyi dharam na jaat hai
Maana ghani kaali raat hai
Magar aaj poora Bharat ek saath hai
Jisne tera ghar sanwara
Aaj woh khud beghar hai
Chal pada hai sadak naapne
Chehre pe shikhan man mein dar hai
Aao khol dein apne ghar ke darwaze
Kahein kuchh din bas yehi tera ghar hai
Maana ki kaali ghani raat hai
Magar poora Bharat ek saath hai

Hindi Lyrics

मना की घनी रत है
आईएसएस रत से लादने के लिय
गरीना भारत एक पाथ है
तेरी कोशीष मेरी कोशीष रंग लेगि
मौत के इस मैदान मीन
जिंदगी जीत जयगी
फ़िर यूरी भीद का हिसा होन
बस सिरफ कुच हाय डिनो की बात है
मना की घनी रत है
मगरुरा भारत एक पाथ है
Unchi Unchi Imaaraton की में
छत्ती छत्ती Khidkiyon Mein Sapne Bade Hain
फिलहाल संभल जान बचाया
SADKON PAR TERE केवल Rakhwale Khade Hain
Phir Khushiyon Ka Mausam Aayega
पकेका अपना विश्व है
मना की घनी रत है
आईएसएस रत से लादने के लिय
गरीना भारत एक पाथ है
मना की घनी रत है
कोय मॉट से लडकर जिंदगी बच्चा राह है
Koyi Kachra Uthakar भी ताली बाजा राह है
Koyi Khud Kiwah Kiye Bina
अपना फार्ज़ निधाह राह है
Insaaniyat Hai Sabse Pehle
Na Koyi Dharam na jaat hai
माणा घनी काली रत है
Magar Aaj Puraha भारत एक पाथ है
जिने तेरा घर सारावाड़ा
आज वह खुद बेगर है
Chal Pada Hai Sadak Naapne
चेहे पे शिखन मैन मीन दार है
आओ खोल डीन अयने घर के डारवाज़
काहेन कुच दीन बेस येहे तेरा घर है
मना की काली घनी रत है
मगरुरा भारत एक पाथ है