iyat Lyrics by Raftaar – Manto

Manto

Mantoiyat Lyrics – Manto Song by Raftaar: The amazing song that has some really nice lyrics, is sung, written and composed by Raftaar and features Nawazuddin Siddiqui in the role of Manto. “Manto” is a film based on the life of Saadat Hasan Manto, directed by Nandita Das.

Song Info

Mantoiyat Song Info

Singer
Raftaar, Nawazuddin Siddiqui

Album
Manto

Lyricist
Raftaar, Saadat Hasan Manto

Music
Raftaar

Language
Hindi

Music Label
Zee Music Company

Song Video

English Lyrics

Raftaarrr…(Manto)
Sawaal yeh hai ki
Jo cheez jaisi hai
Usey waise hi pesh kyu na kiya jaaye
Main toh bus aapni kahaaniyon ko
Ek aaina samjata hoon
Jisme samaaj apne aapko dekh sake..(Raftaar)
Aaina na dekhna chahe samaaj mera
Puche mera kal na dekhte yeh aaj mera
Khodate kharodate yeh meri galatiyan
Main bhi chal diya
Meri soch pe hai raj mera
Kaan band, aankhe band, inke muh pe taale
Inpe zor na ki satya pe prakash daale
Bole sach jo uske chehre pe tezaab daale
Ghoome phir khule mein
Aur jale jo woh nakaab daale
Off off off hai, dimag sabka off hai
Zamaana kya kahega
Iska hi toh sabko khauff hai
Daabke jeete hai
Daabane ke yeh aadhi hai
SE☓ nishedh hai toh itni kyu abaadi hai
Log yeh hai aatma se khokhle
Khud kare toh thik baaki.. galat
Dogale!Gaali de doon Hindi mein toh
Bole aisa kyun kiya
F**k kyun hai cool
Jaane galat kyu hai ch***ya(Manto)
Kya iss tarah ke alfaz
Humein sadako pe sunayi nahi padte.
Manto ek insaan hai.. (x4)
Mujh par ilzaam hai.. (x3)
Manto ek insaan hai(Raftaar)
Jaat mein yeh baatate hai
Baat ke yeh kaatate hai
Katne waale khat pe hai
Inki mauj raat mein hai
Laal batti wali gaddi
Glass inke hath mein hai
Rajneeti mein hai chor
Police inke sath meinMeri baate tumhko sach nahi lagti
Sacchi baate tumko yara pach nahi sakti
Mujhse na-samajh hain dugne meri age ke
Ek pair kabr me ye bhookhe hain dahej ke
Betiyon ko maarte
Betiyan naa paalte
Betiyon pe dusro ki nazare gandi daalte
Ladkiyan patake unko bandi bolte hai
Aur jo raazi na ho unko saale r**di bolte hain
Baap roz maa pe thos hath jo uthayega
Bezuban bolne se pehle seekh jaayega
Mard tab banega jab tu auratein dabaayega
Soch yeh rahi toh jaldi desh doob jaayega(Manto)
Main us society ki choli kya utaarunga
Jo pehle se hi nangi hai
Usey kapde pehnana mera kaam nahi hai
Main kaali takhti par
Safed chalk istamaal karta hoon
Taaki kaali takti aur numaya ho jaaye
Manto ek insaan hai(Raftaar)
Maine ghanto padha hai tumko Manto
Tumhare jaisa banu kare mera maan toh
Inn bando ko sach nahi dikhta
Sattar saal azaadi ke
Sach aaj bhi nahi bikta(Manto)
Agar aap meri kahaaniyon ko
Bardasht nahi kar sakte
Toh iska matlab yeh hai
Ki ye zamaana hi naqabil-e-bardasht hai

Hindi Lyrics

राफ्टारर … (मंटो)
सावाल ये है की
जो चीज़ जासी है
उपयोगी waise hi pesh kyu na kiyya jaaye
मुख्य तोह बस Aapni Kahaaniyon Ko
एक एना समजाता हुन
Jisme Samaaj Ane apko Dekh sake .. (राफ्टार)
आना नाखना चेहा सामाज मेरा
पुचे मेरा कल ना अदहे येज मेरा
खोडेट खरोडेट ये मेरी गैतालातियन
मुख्य भी चाल दीया
मेरी सोच पे है राज मेरा
कैन बैंड, एंके बैंड, इनक मुह पे ताले
Inpe zor na ki satya पे प्रकाश Daale
बोले सच जो हमारे चेहे पे तेज़ाब डेले
घोय फिर खुल मीन
और जेल जो वह नाकाब डेले
बंद से बंद, दमाग सबका ऑफ है
ज़ेमाना काया कानगा
इस्का हाय तोह सबको खौफ है
दाब्के जेते है
दाबाने के ये आधी है
Se☓ nishedh hai toh itni kyu abaadi hai
लॉग ये है Aatma Se Khokhle
Khud kare toh thik बाकी .. गैलाट
Dogale! गाली डी डून हिंदी मीन तोह
बोले AISA KYUN KIYA
F ** k Kyun है कूल
Jaan Galat Kyu hai ch *** ya (manto)
केश इसा तारा के अल्फाज़
Humein Sadako Pe Sunayi Nahi Padte।
मंटो एक इंसान है .. (x4)
मुज पैरा इलज़ाम है .. (x3)
मंटो एक इंसान है (राफ्टार)
जाट मी ये बाटेट है
बाट के ये कैटेट है
कैने वाल खाट पे है
Inki Mauj Raat Mein Hai
लल बत्ती वाली गद्दी
ग्लास इनक हाह है
रजनीता मीन है चोर
पुलिस इनके सथ मीमतरी बाएट तुमहको सच नही लगती
Sacchi Baate Tumko Yara Pach Nahi Sakti
मुजसे ना-सामाज हैन डग्ने मेरी आयु के
एक जोड़ी KABR ME YE BHOOKHE HAIN DAHEJ KE
Betiyon Ko Maarte
Betiyan Naa Paalte
Betiyon Pe Dusro Ki Nazare Gandi Daalte
Ladkiyan Patake Unko Bandi Bolte Hai
और जो राज़ी ना हो unko saale sale r ** di bolte hain
बाप रोज़ मा पे थोस हथ जो उथेगा
Bezuban बोलने एसई Pehle Seehh Jaayga
मार्ड टैब Banega Jab Tu Auratein Dabaayega
सोच ये राही तोह जाली देश दोब जायागा (मंटो)
मुख्य अमेरिकी समाज की चोली के यूटारुंगा
Jo pehle se hi nangi hai
Kapde pehnana मेरा काम नही है
मुख्य काली तखती बराबर
सुरक्षित चाक इस्तामल कर्ता हुन
ताकी कालि टुट्टी और नुया हो जाये
मंटो एक इंसान है (राफ्टार)
मेन घान्तो पधा है तुम्को मंटो
तुमहार जैसा बनू केरे मेरा मान तोहा
इन बैंडो को सच नही दिखा
सत्तर सल आज़ादी के
सच आज भी नही बिकता (मंटो)
Agar ap meri aahaaniyon ko
बर्धष्टा नाही कर सक्टे
तोह इस्का मतलब ये है
Ki Ye Zamaana HI Naqabil-E-Bardasht Hai