Jab Jab Bahar Aayi Lyrics by Mohammed Rafi – Taqdeer 1967
Taqdeer 1967
Jab Jab Bahar Aayi Lyrics from Taqdeer 1967: The song is sung by Mohammed Rafi, composed by Laxmikant-Pyarelal with lyrics written by Anand Bakshi and it features Bharat Bhushan and Shalini.
Song Info
Jab Jab Bahar Aayi Song Info
Singer
Mohammed Rafi
Album
Taqdeer 1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music
Laxmikant-Pyarelal
Cast
Bharat Bhushan, Shalini
Language
Hindi
Song Video
English Lyrics
Jab jab bahar aayi aur phool muskuraye,
Mujhe tum yaad aaye
Jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaaye,
Mujhe tum yaad aaye.Apna koi tarana maine nahin banaaya
Tum ne mere labon pe har ek sur sajayaa
Jab jab mere taraane duniya ne gungunaaye
Mujhe tum yaad aaye.Ek pyar aur wafa ki tasveer maanta hoon
Tasveer kya tumhe main taqdeer manta hoon
Dekhi nazar ne khushiyaan, ya dekhe gum ke saaye
Mujhe tum yaad aayeMumkin hai zindagaani kar jaaye bewafaai
Lekin yeh pyar woh hai jismein nahin judaai
Is pyar ke fasaane, jab jab zuban pe aaye
Mujhe tum yaad aaye
Hindi Lyrics
जब जैब बहार आयी और फूल मुस्कुरय,
Mujhe तुम Yaad Aaye
जैब जब भी चंद निकला और जगमागाये,
Mujhe तुम Yaad Aaye.apna koi tarana maine nahin banaaya
तुम ne mere labon pe har ek sur sajayaa
जब jab mere taraane duniya ne gungunaaye
Mujhe Tum Yaad Aaye.ek प्यार और वफ़ा की Tasveer Maanta Hoon
TASVERAER KYA TUMHE MAT TAQDER MANTA HOON
देखी नासर ने खुषियायन, हां देखे गम के सायर
Mujhe Tum Yaad Aayemumkin है Zindagaani Kar Jaye Bewafaai
Lekin Yeh Pyar Woh Hai Jismein Nahin Judaai
क्या प्यार के फसाने, जब जैब जुबन पीए ऐय
Mujhe तुम Yaad Aaye