Khud Ko Tere Mahalakshmi Iyer Lyrics by Shakeel Azmi – ;

;

Khud Ko Tere Lyrics from 1920 Evil Returns: The song is sung by Mahalakshmi Iyer, composed by Chirantan Bhatt with lyrics written by Shakeel Azmi and it features Aftab Shivdasani and Tia Bajpai.

Song Info

Khud Ko Tere Song Info

Singer
Mahalakshmi Iyer

Album
1920 Evil Returns

Lyricist
Shakeel Azmi

Music
Chirantan Bhatt

Director
Bhushan Patel

Cast
Aftab Shivdasani, Tia Bajpai

Language
Hindi

Produced
Vikram Bhatt

Song Video

English Lyrics

Tum bhi tanha thay
Hum bhi tanha thay
Milke rone lage (x2)Ek jaise thay dono ke gham daga hone lage
Tujhme muskurate hain
Tujhme gungunaate hain
Khud ko tere paas hi chhod aate hain
Tere hi khayalon mein
Doobe doobe jaate hain
Khud ko tere paas hi chhod aate hainThode bhare hain hum, thode se khaali hain
Tum bhi ho uljhe se, hum bhi sawaali hain
Kuch tum bhi kore ho, kuch hum bhi saare hain
Ik aasmaan par hum do chaand aadhe hain
Kam hai zameen bhi thodi, Kam aasmaan hai
Lagta adhoora, tum bin har jahaan hai
Apni har kami me hum ab tujhe hi paate hain
Khud ko tere pass hi chhod aate hain
Jitni bhi viraani hai tujhse hi sajaate hain
Khud ko tere paas hi chhod aate hainDo raaz milte hain, Humraaz bante hain
Sannate aise hi aawaaz bante hain
Khamoshi me teri, meri sadaayein hain
Meri hatheli me, teri duaayen hain
Ik saath tera ho toh sau manzile ho
Tanhaai teri, meri mehfile ho
Hum teri nigahon se khud me jhilmilate hain
Khud ko tere paas hi chhod aate hain
Tujhse apni raaton ko subah banate hain
Khud ko tere paas hi chhod aate hainMeaning of some words:
Sawaali: one who seek answers, kore: blank, viraani: loneliness, sadaayein: voices

Hindi Lyrics

तुम भी तन्हा थे
हम भी तन्हा थे
मिल्के रोन लेज (x2) एक jaise thay dono ke gham daga hone lage
Tujhme कस्टुरेट हैन
Tujhme गुंगुनाएट हैन
Khud Ko Tere Paas Hi Chhod Aate Hain
तेरे हाय खायलोन मीन
डोबे डोबे जेट हैन
Khud Ko Tere Paas Hi Chhod Aate Hainthode Hhare Hain Hum, Thode Se Khai Hain
तुम भी हो Uljhe से, हम भी Sawaali Hain
कुच तुम भी कोर हो, कुच हम भी सायर हैन
Ik Aasmaan Par Hum Do Chaand Aadhe Hain
काम है ज़मेमेन भी थोडी, काम अंसमान है
लगता अधूरा, तुम बिन हर जहाआन है
Apni har kami me hum ab tujhe hi paate hain
Khud Ko Tere पास HI Chhod Aate Hain
Jitni Bhi Viraani Hai Tujhse HI Sajaate Hain
Khud Ko Tere Paas Hi Chhod Aate Haindo Raaz Milte Hain, Humraaz Bante Hain
SANNATE AISE HI Aawaaz Bante Hain
खमोशी मी टेरी, मेरी सदायीन हैन
मेरी हैथेली मी, तेरी डुआयन हन
Ik के साथ तेरा हो तोह Sau Manzile हो
तान्हाई तेरी, मेरी मेहफाइल हो
हम teri nigahon se khud me jhilmilate hain
Khud Ko Tere Paas Hi Chhod Aate Hain
Tujshse Apni Raaton Ko Subah Banate Hain
Khud Ko Tere Paas Hi Chhod Aate कुछ शब्दों का हैनमेनिंग:
सावाली: जो जवाब चाहता है, कोर: रिक्त, विरानी: अकेलापन, सदायीन: आवाजें