Khuda Bhi Lyrics by Manoj Muntashir – Mohit Chuahan

Mohit Chuahan

Khuda Bhi Lyrics from Ek Paheli Leela: A lovely composition by Tony Kakkar, sung by Mohit Chauhan penned by Manoj Muntashir.

Song Info

Khuda Bhi Song Info

Singer
Mohit Chuahan

Album
Ek Paheli Leela

Lyricist
Manoj Muntashir

Music
Tony Kakkar

Language
Hindi

Song Video

English Lyrics

Khuda bhi jab tumhe mere paas dekhta hoga
Khuda bhi jab tumhe mere paas dekhta hoga
Itni anmol cheez de di kaise, sochta hoga!
Tu be-misaal hai, teri kya misaal doon
Aasmaan se aayi hai, yehi keh ke taal doon
Phir bhi koi jo pooche, kya hai tu kaisi hai
Hathon me rang leke, hawaa me uchaal doon
(hawaa mein uchhal doon..)Khuda bhi jab tumhe mere paas dekhta hoga
Itni anmol cheez de di kaise, sochta hoga!Jo bhi zameen tere paaon tale aaye
Kadmon se chooke woh aasmaan ho jaaye
Tere aage pheeke pheeke saare shringar hai
Main toh kya farishte bhi tujhpe nissar hain
Garmi ki shaam hai tu, jaadon ki dhoop hai
Jitne bhi mausam hain, tere karzdaar hain
(tere karzdaar hain..)Khuda bhi jab tere andaaz dekhta hoga
Itni anmol cheej de di kaise, sochta hoga!Chehra hai ya jaadu, roop hai ya khwab hai
Aankhein hain ya afsaana, jism ya kitaab hai
Aaja tujhe main padh loon, dil mein utaar loon
Hothon se dekhun tujhe, aankhon se pukar loon
Khwahishein ye kehti hain, kehti rehti hain
Leke tujhe baahon mein shaamein guzaar loon
(shaamein guzaar loon..)Khuda bhi ab tujhe din raat dhoondta hoga
Itni anmol cheej de di kaise, sochta hoga!

Hindi Lyrics

खुदा भी जाब तुमे मात्र पास अदता होग
खुदा भी जाब तुमे मात्र पास अदता होग
Itni Anmol Cheez de Di Kaise, सोचटा होग!
तु बे-मिसाल है, तेरी काय मिसाल डून
आसमान से आइई है, येहे के तल का दून
फ़िर भाई कोई जो पोच, का है तु कैसी है
हैथॉन मी लीक, हौ मी उचाल डून
(आरा मीन उचाल डून ..)) खुदा भी जाब तुमहे मेरे पास देखता होग
Itni Anmol Cheez de Di Kaise, सोचटा होग! जो भी ज़मीन तेरे पॅन टेल ऐय
KADMON SE CHOOKE WOH AASMAN HO JAYE
Tere Aage Pheeke Pheeke Saare Shringar Hai
मुख्य तोह काया फरीशते भी तुजपे निसार हन
गर्मि की शाम है तु, जाडन की धूप है
जितने भी मसाम है, तेरे करज़ादर हैन
(तेरे करज़ादर हेन ..) खुदा भी जाब तेरे अंडाराज देखता होग
इटनी अनमोल चीज डी डाईस, सोचा होग! चेहरा है हां जाडू, रूप है या ख्वाब है
Aankhein Hain Ya Afsaana, Jism Ya Kitaab Hai
आजा तुजे मुख्य पादह लून, दिल मीन यूटार लून
होथोन से देखुन तुजे, नंनन से पुकर लून
ख्वाहिशीन ये केहती है, केहती रेहती हैन
लेके तुजे बैहोन मीन शेमिन गुजर लून
(Shaimein Guzaar Loon ..) Khuda Bhi Ab Tujhe Din Raat Dhoondta Hoga
Itni Anmol Cheej de Di Kaise, सोचटा होग!