Khudgarz Mohabbat Lyrics by Desi Crew – Kaur B
Kaur B
Khudgarz Mohabbat Lyrics – Kaur B has sung the poetic song written by Narinder Batth. Desi Crew has produced the music while Narinder Batth has written the Khudgarz Mohabbat lyrics. The music video of Khudgarz Mohabbat song is directed by Jai Bharti and Ankur Kashyap.
Song Info
Khudgarz Mohabbat Song Info
Singer
Kaur B
Lyricist
Narinder Batth
Music
Desi Crew
Director
Jai Bharti, Ankur Kashyap
Song Video
English Lyrics
Saawan ka mahina tha
Baarish thi zoron ki
Apno ki mehfil mein
Shirqat thi auron ki
Woh naam mera aksar
Deewar pe likhte thhe
Kaghaz pe likhte thhe
Akhbaar pe likhte thhe
Yahi farq tha dono mein
Hum dil pe likhte thhe
Wo deewar pe likhte thhe
Wo deewar pe likhte thhe
(Wo deewar pe likhte thhe)
Saawan ka mahina tha
Baarish thi zoron ki
Apno ki mehfil mein
Shirqat thi auron ki
Acha huaa chhoot gayi
Aadat unn baahon ki
Patjhad se mila diya
Main gulzar thi raahon ki
Aashiq masroof rahe
Aawaz bhi na pahoonchi
Mashooq ki aahon ki
Mashooq ki aahon ki
(Mashooq ki aahon ki)
Saawan ka mahina tha
Baarish thi zoron ki
Apno ki mehfil mein
Shirqat thi auron ki
Khudgarz mohabbat ka ek jashn manayenge
Toote dil walon ko daawat pe bulayenge
Wo aaj nahi toh kya
Kabhi toh apna tha
Baat ke chehre se
Parda na hataayenge
Parda na hataayenge
Ehsaan jitayenge
Saawan ka mahina tha
Baarish thi zoron ki
Apno ki mehfil mein
Shirqat thi auron ki (x2)
Hindi Lyrics
सावन का माहिना था
बारिश थी
एपीएनओ की मेहफिल मीन
शिरकत थी औरन की
वो नाम मेरा अक्सर
दीवायर पे likthe thhe
KAGHAZ PE LIKTE THHE
अखबार पीई पसंद था
यायी फारक था डोनो मीन
Hum dil pe likte thhe
Wo deewar pe likthe thhe
Wo deewar pe likthe thhe
(Wo deeavar pe likthe thhe)
सावन का माहिना था
बारिश थी
एपीएनओ की मेहफिल मीन
शिरकत थी औरन की
आचा हुआ छुत गेई
Aadat Unn Baahon Ki
पटजद से मिला दीया
मुख्य गुलजार थी राहन की
आशिक मेक्रूफ राहे
आवाज भी ना पाहूनची
माशुक की आहोन की
माशुक की आहोन की
(माशुक की आहोन की)
सावन का माहिना था
बारिश थी
एपीएनओ की मेहफिल मीन
शिरकत थी औरन की
खुडगर्ज़ मोहब्बत का एक जश मनयेंज
Toote Dil Walon Ko Daawat Pe Bulayenge
Wo aaj nahi toh kya
कही तोहदा तना था
बाट के चेहे से
परदा ना HATAayeneenge
परदा ना HATAayeneenge
एहसान jitayeneenge
सावन का माहिना था
बारिश थी
एपीएनओ की मेहफिल मीन
शिरकत थि अरोन की (x2)