Main Zinda Hoon Lyrics by Javed Akhtar – Paltan

Paltan

Main Zinda Hoon Lyrics: An intense patriotic song from J P Dutta’s patriotic war film “Paltan”. It expresses last moments of a martyr, that what have been going on in a soldier’s head before he takes the last breath. The song is beautifully sung by Sonu Nigam, written by Javed Akhtar and composed by Anu Malik.

Song Info

Main Zinda Hoon Song Info

Singer
Sonu Nigam

Album
Paltan

Lyricist
Javed Akhtar

Music
Anu Malik

Language
Hindi

Music Label
Zee Music Company

Song Video

English Lyrics

Saathiyo saathiyo aakhiri baar
Kya keh raha hoon suno
Ho sake toh suno…Maine apne garm lahu se
Waqt ke barfeele kaaghaz pe
Ik paigham likha hai
Jinke naam likha hai
Unn tak pahucha dena
Unn tak pahucha dena
Mere mann ki baat unhe tum batla denaMaine apne garm lahu se
Waqt ke barfeele kaaghaz pe
Ik paigham likha hai
Ik paigham likha hai…Meri maa se tum yeh kehna
Bachpan mein mujhse tune kaha tha
Dharti maa bhi maa hoti hai
Maine aaj iss dharti maa ki laaj rakhi hai
Mat ro maa tu kyun roti hai
Kyun roti hai
Kyun roti haiMaine apne garm lahu se
Waqt ke barfeele kaaghaz pe
Ik paigham likha hai
Ik paigham likha hai…Aa…Mere baba se tum kehna
Bachpan mein mujhse tumne kaha tha
Aisa kuch mat karna ki main sharminda hoon
Tumne kaha tha itihas humse kehta hai
Jo hai bahadur, marke bhi zinda rehta hai
Baat tumhari maan li maine
Apne watan pe jaan di maine
Dekho baba aaj main marke bhi zinda hoonSau karod insaano ke
Ehsaas mein main zinda hoon
Hindostaan ke mann mein base
Vishwas mein main zinda hoonNaujawaan chehron mein main hoon
Sarhad par pehron mein main hoon
Tum mera koi gham na karna
Apni palkon ko namm na karna
Apna gaurav kam na karna
Apna gaurav kam na karnaMain zinda hoon
Main zinda hoon
Main zinda hoon…

Hindi Lyrics

सौथियो साथियो आर्शिरी बायर
के राजा राह हुन सनो
हो Sake Toh Suno … Maine Apne Garm Lahu Se
वकत के बरफेले काघाज पे
Ik paigham likha hai
Jinke Nah Likha Hai
Unn Tak Pahucha Dena
Unn Tak Pahucha Dena
मेरे मान की बात unhe Tum Batla denamaine apne garm lahu se
वकत के बरफेले काघाज पे
Ik paigham likha hai
Ik paigham likha hai … मेरी मा से टुम ये केहना
बच्चन मीन मुजसे काहा था
धारती मा भी माँ होती है
मेन अज इस्ती मा की लज राखी है
MAT RO MAA TU KYUN ROTI HAI
Kyun रोटी है
Kyun रोटी हैमेन Ane Garm Lahu Se
वकत के बरफेले काघाज पे
Ik paigham likha hai
Ik paigham likha hai … aa … मेरे बाबा से तुम केहना
बच्चन मीन मुजसे तुमने काहा था
ऐसा कुच मैट कर्ण की मुख्य शर्मिंदा हुन
तुमने काहा था Itihas humse kehta hai
जो हैई बहादुर, मार्के भी जिंदा रहता है
बाट तुमहारी मान ली मेन
अपन वतन पीई जान डि मेन
Dekho बाबा Aaj मुख्य Marke Bhi Zinda Hoonsau Karod Insaano Ke
एहसास मीन मुख्य जिंदा हुन
हिंडोस्टान के मैन बेस
विश्व मीन मुख्य जिंदा हुननाउजवान चेहरॉन मीन मुख्य हुन
सरहाद बराबर पेहरॉन मीन मुख्य हुन
तुम मेरा कोई घाम ना कर्ण
Apni Palkon Ko Namn Na Karna
अपना गौरव काम ना करना
अपना गौरव काम ना करामेन जिंदा हुन
मुख्य जिंदा हुन
मुख्य जिंदा हुन …