Nahi Maloom , Fariha Parvaiz Lyrics by Ali Zafar – Ali Zafar

Ali Zafar

Nahi Maloom Lyrics from Total Siyapaa: The song is sung by Ali Zafar & Fariha Parvez and composed by Ali Zafar while lyrics are penned by Aqeel Rubi.

Song Info

Nahi Maloom Song Info

Singer
Ali Zafar, Fariha Parvaiz

Album
Total Siyapaa

Lyricist
Aqeel Rubi

Music
Ali Zafar

Cast
Ali Zafar, Yami Gautam

Language
Hindi

Song Video

English Lyrics

Nahi maloom mujhko kya jagah thi
woh jahaan main tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein
bekhud kal jahaan main tha (x2) Lab-o-rukhsaar hanste thhe
Dar-o-deewar gaate thhe
Dharakte thhe, matakte thhe badan
Kal shab jahaan main tha Nahi maloom mujhko kya jagah thi
woh jahaan main tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein
bekhud kal jahaan main tha Ajab tha Mir mehfil
Gazab tha Mir-e-Mehfil
Pari tha hoor tha woh
Saraapa noor tha woh
Ki sadke uspe saare
Dil-o-jaan uspe haare Thi jannat se bhi badhkar
Woh jagah kal shab jahaan main tha
Nahi maloom mujhko kya jagah thi woh
jahaan main tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein
bekhud kal jahaan main tha O ee.. ye ye yea…
O ee.. la la pa re
La lai lai… Nahi maloom mujhko kya jagah thi
woh jahaan main tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein
bekhud kal jahaan main tha Lab-o-rukhsaar hanste thhe
Dar-o-deewar gaate thhe
Dharakte thhe, matakte thhe badan
Kal shab jahaan main tha Nahi maloom mujhko kya jagah thi
woh jahaan main tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein
bekhud kal jahaan main tha Meaning of some Urdu words:
Lab-o-rukhsar: Lips & Cheeks, Dar-o-Deewar: Doors & Walls, dharakte: beats, Shab: Night, Bekhud: ecstasy/unaware, mir: leader, saraapa: wholly

Hindi Lyrics

नाही मालूम मुज्को के जागा थी
वह जहाआन मुख्य था
Thi mehfil raqs mein, masti mein
Bekhud Kal Jahaan Main Tha (X2) लैब-ओ-रुखसर हनस्ट था
दार-ओ-दीवर गैएट था
धारकते तह, मटाकते हुआ बदान
काल शब जहाआन मुख्य था नाऊ मालूम मुज्को काया जाघ थी
वह जहाआन मुख्य था
Thi mehfil raqs mein, masti mein
Bekhud Kal Jahaan Main Taha Ajab tha mir mehfil
गजब था मिर-ए-मेहफिल
परी था हूर था वो
सरपा नूर था वो
Ki Sadke Uspe Saare
दिल-ओ-जान Upe Haare Thi Jannat Se Bhhikhkar
वो जगाह कला शब जहाआन मुख्य था
नाही मालूम मुज्को के जागा थी वो
जहाआन मुख्य था
Thi mehfil raqs mein, masti mein
bekhud kal jahaan main ta o ee .. ये हाँ …
ओ ई .. ला ला पा रे
ला लाई लाई … नही मालूम मुजको के जघा थी
वह जहाआन मुख्य था
Thi mehfil raqs mein, masti mein
Bekhud Kal Jahaan Main Lab-O-Rukhsaar Hanste Thhe
दार-ओ-दीवर गैएट था
धारकते तह, मटाकते हुआ बदान
काल शब जहाआन मुख्य था नाऊ मालूम मुज्को काया जाघ थी
वह जहाआन मुख्य था
Thi mehfil raqs mein, masti mein
Bekhud Kal Jahaan मुख्य था कुछ urdu शब्दों का अर्थ:
लैब-ओ-रुखसर: होंठ और गाल, दार-ओ-दीवायर: दरवाजे और दीवारें, धारकटे: धड़कन, शब: रात, बेखुद: उत्साह / अनजान, मीर: नेता, सरपा: पूरी तरह से