Normal Days Lyrics by Khushali Kumar – Khushali Kumar

Khushali Kumar

Normal Days Lyrics: The song is sung by Khushali Kumar, and has music by Jigar Panchal and Chirag Panchal while Khushali Kumar has written the Normal Days Lyrics. The music video of the Normal Days song is directed by Mohan S Vairaag.

Song Info

Normal Days Song Info

Singer
Khushali Kumar

Lyricist
Khushali Kumar

Music
Jigar Panchal, Chirag Panchal

Director
Mohan S Vairaag

Song Video

English Lyrics

Jab maa kehti thi woh bhi kya din thhe
Piche jane ki zaroorat kya hai
Aksar main yeh sochti thi sunkar
Kuch dino se halaat normal nahin hai
To mann apne aap bhaag jaata hai
Un dino ki aur jab sab normal tha
Ek cup chai aur glucose ke biscuit khakar
Kaam par nikalna
Maa ka piche piche bhaagkar tiffin pakdana
Arre lunch to leti ja sath
Raste mein logon ko
Traffic challan dene se bachne ke liye
Inspector se ladta dekh lagta tha
Police public se kyun jhagadti hai
Main badal gayi ya mera nazariya
Par aaj police kamaal lagti hai
Kahin se kuchh bhi kehte huye dost
Kya kamaal lagte thhe
Lagataar ek hi baat par ghanton baatein
Ab lagta hai woh time waste nahin kiya
Uss connection ka maza hi kuchh aur tha
Jinse kabhi hello bhi nahin huyi
Aaj unka chehra bhi jaana sa lagta hai
Jinke paas ghar nahin hai
Unki aankhon ka sapna bhi apna sa lagta hai
Shayad yeh kudrat humse kuch keh rahi hai
Ab thoda ruk kar sochne ko keh rahi hai
Ab tak jo hua us’se kuchh seekhne ka
Ishaara kar rahi hai
Ab aane wale samay mein
Hum sabko hath pakadkar chalna hoga
Maa shayad yehi keh rahi hai
Ab ahamiyat pata chali
Ki normal se badhkar aur kuchh nahin hai
Meri maa ka pehle ke dino sarahna
Ab samajh aaya ki kyun zaroori hai
Taaki jab sab normal ho jaaye
Hum har uss chez ko jiyein
Jo hamare munh par hansi aur
Doosron ke munh par khushi laate hai
Uski khushi meri hansi
Na tera mera na koyi faasla
Maa sabki sach kehti hai
Sabki aankhon mein sapne hain
Unhein phir se sach karenge
Bas ek baar phir waapas ho jaayein normal days

Hindi Lyrics

जबा माँ केथी थीई वह सा तुम्हारा दीन था
पिच जेन की ज़ारूरत काई है
अक्सर मुख्य ये सोची थी थीकर
कुच डिनो से हलात नहिन है
मन्न आवे आप भग जाता है
संयुक्त राष्ट्र डिनो की और जैब सब सामान्य था
एक कप चाई और ग्लूकोज के बिस्कुट खाकर
KAM PAR NIKALNA
मा का पिच पिच भगकर टिफ़िन पाकदाना
ले लंच टू लेट्टी जा साथ
Raste Mein Logon Ko
यातायात चालान Dene Se Bachne Ke Liye
इंस्पेक्टर से लद्दा देख लगता था
पुलिस सार्वजनिक से क्युन झागादती है
मुख्य बादल गायी या मेरा नजारीया
परज पुलिस कामल लग्ती है
Kahin Se Kuchh Bhi Kehte Huye Dost
Kya kamaal lagte thhe
Lagataar एक हाय Baat Par Ghanton Baatein
AB LAGTA HAI WOH TIME WASTE NAHIN KIYA
यूएसएस कनेक्शन का माज़ा हाय कुच और था
जिनसे कही नमस्ते नम नहिन हुय
आज उर्फ ​​चेहरा भी जना सा लग्ता है
Jinke Paas घर नहिन है
Unki anankhon ka sapna bhi apna sa lagta hai
शायद ये कुद्रत हनस कुच केन रही है
अब थोडा रुक कार सोचन को केह रही है
Ab tak jo hua us’se kuchh seekhne ka
इशारा कर रही है
एब ऐन वेले सामय मी
हम सबको पकादकर चालना होग
मा शायद येही केन रही है
अब अहमियत पटा चली
की सामान्य से बघकर और कुच नाहिन है
मेरी माँ का पेहले के डिनो सराहना
अब सामाज अया की क्युन ज़ारूरी है
ताकी जैब सब सामान्य हो जाये
हम हर यूएसएस चेज़ को जियीन
जोमारे मुह पर हंसी और
डोस्रॉन के मुह परुुशी लैट है
Uski Khushi मेरी हांसी
ना टेरा मेरा ना कोय फासला
मा सबकी सच केथी है
Sabki Aankhon Mein Sapne Hain
Unhein Phir Se Sach Karenge
BAS EK BAAR PHIR WAAPAS HO JAYEIN सामान्य दिन