Tera Noor Lyrics by Vishal-Shekhar – Tiger Zinda Hai
Tiger Zinda Hai
Tera Noor Lyrics – Tiger Zinda Hai: Lyrically best of the album, The song is sung by Jyoti Nooran and composed by Vishal-Shekhar while these beautiful lyrics dedicated to womanhood are penned down by Irshad Kamil.
Song Info
Tera Noor Song Info
Singer
Jyoti Nooran
Album
Tiger Zinda Hai
Lyricist
Irshad Kamil
Music
Vishal-Shekhar
Cast
Salman Khan, Katrina Kaif
Language
Hindi
Film Directed
Ali Abbas Zafar
Music Label
YRF Music
Song Video
English Lyrics
A aa.. Ho Al-Bari
Tera aadam mujhko dikhlave ki cheez banaye
Kyu mujhko mere jism se aage samajh na paye Ho Al-Wali…
Bolo aisa kyun hai?
Mujhse paida hua hai jo woh
Har pal, har dum mujhko kamzor bataaye Jo thi tere wajood pe duniya
Baithi hai barood pe duniya
Mool to sab ko bhool gaya hai
Jeeti hai ab sood pe duniya Saare qaayadein kitaabein bhool gaye
Mitti mein saare phool gaye Mujkhko mein koi baat nahi
Koi auqaat nahi
Tu hi toh hai shaan meri
Tu hi hai guroor
Kyun door… tera noor…
Zikr-e-Ilaahi ka jab hai mujhko suroor… Ulfat ke bin kahaan rihaai
Baat kisiko samajh naa aayi
Phir bhi sabko samajh baant’ta har saudai
Zinda jazbaat nahi
Haq mein halaat nahi
Maanungi naa haar mujhe hai fateh ka fitoor…
Kyun door… tera noor…
Zikr-e-Ilaahi ka hai mujhko suroor…
Kyun door… tera noor…
Hindi Lyrics
एक एए .. हो अल-बारी
तेरा AADAM MUJHKO DIKHLAVE KI CHEEZ BANAYE
Kyu mujhko mere jism se aga agajh na paye हो अल-wali …
बोलो ऐसा क्युन है?
मुजसे पेडा हुआ है जो वो
हर पाल, हर डम मुज्को कामोजोर बाटाे जो थी तेरे वजुड़ पे दुुनिया
Baithi है Barood पे Duniya
सेब को भूल गया है
गीता है अब सोद पीई डुनीया सायर कायदेविन कटाबीन भुूल गे
Mitti Mein Saare Fool Gaye Mujkhko Mein Koi Baat Nahi
Koi auqaat नही
तु हाय तोह है शान मेरी
तु हाय है गुरूर
Kyun दरवाजा … तेरा नूर …
ZIKR-E-ILAAHI KA JAB HAI MUJHKO SUROOR … Ulfat Ke Bin Kahaan Rihaai
बाट किसिको समाज नायक
फिर भी Sabko Samajh BaAnta Har Saudai
जिंदा जाजबत नही
हक मीन हलात नही
Maanungi Naa Haar Mujhe है फतेह का फिटूर …
Kyun दरवाजा … तेरा नूर …
ज़िक्र-ए-इलाही का है मुज्को सुरूर …
Kyun दरवाजा … तेरा नूर …