(Title Track) Lyrics by Kausar Munir – Naamkarann
Naamkarann
Naamkaran Lyrics (Title Song): A beautiful song composed by Anu Malik and sung by Monali Thakur and written by Kausar Munir.Naamkarann is an Indian Hindi romantic drama television series which broadcasts on Star Plus on weekdays nights starts from 12th September 2016. The story of serial is inspired by the 1998 movie Zakhm which was based on Mahesh Bhatt’s life.
Song Info
Naamkarann (Title Track) Song Info
Singer
Monali Thakur
Album
Naamkarann
Lyricist
Kausar Munir
Music
Anu Malik
Language
Hindi
Song Video
English Lyrics
Aye zindagi qatra hoon main
Ya main hoon dariya tumhara
Aye zindagi zarra hoon main
Ya main hoon saara zamaana
Ik baar aankhein milake bata to
Kya naam hai mera…Chaand hoon main ya chaand ka tukda
Ya main hoon daag tumharaAye zindagi qatra hoon main
Ya main hoon dariya tumhara
Aye zindagi zarra hoon main
Ya main hoon saara zamaanaMain chadhta savera
Ya hoon kaali raat
Ya mit mit ke banti hui qaaynaat
Main girta sitaara hoon
Ya hoon falak
Ya waqt ki aankhon se tooti palakHai ugte sooraj ki mujhme tapish
Hai jalti sitaro ki mujhme khalish
Ya mitti ka chota sa main hoon diya
Maa ne se re raaz roshan kiya*Aye zindagi main roshni
Ya main andhera tumhara
Aye zindagi main hoon marham
Ya zakhm main hoon purana
Ik baar aankhein milake bata to
Kya naam hai mera…Chaand hoon main ya chaand ka tukda
Ya main hoon daag tumhara
Aye zindagi qatra hoon main
Ya main hoon dariya tumhara
Aye zindagi zarra hoon main
Ya main hoon saara zamaanaMain mitti mein hoon main chattano mein bhi
Main oas mein hoon
Main toofaano mein bhi
Ik naam mein kaise samaa paaungi
Main banjar mein hoon
Main baharon mein bhiMain vaani gurbaani azaano mein bhi
Main vedon mein hoon
Main quraan mein bhi
Ek dhaam mein kaise samaa paaungi
Main gumbad mein hoon
Main minaaron mein bhiAe zindagi main hi Aleph
Main Omkara tumhara
Ae zindagi main hi khudi
Main khudara tumhara
Ik baar aankhein milake bata to
Kya naam hai mera…Chaand hoon main ya chaand ka tukda
Ya main hoon daag tumhara
Ae zindagi qatra hoon main
Ya main hoon dariya tumhara
Ae zindagi zarra hoon main
Ya main hoon saara zamaanaIktara Meera ka
Doha Kabire ka
Iktara Meera ka
Doha Kabire ka
Main khaali pyala hoon pagle fakire ka
Aaghaaz koi na anjaam hai
Mera toh koi bhi nahi naam haiToh kyun tu tere rakhwaale ghera lagate hain
Rasmon ke pinjre mein qaid karaate hain
Kyun daam dete hain thappa lagaate hain
Mujhse kyun main ki jung karaate hain
jung karaate hain
jung karaate hain…Main behti nadi hoon mujhe behne do
Main pal pal sadi hoon mujhe rehne do
Dhaara ki tarah main zameenon mein
Main dhool ki tarah
Main hoon aasmaano meinTeri hi beti hoon ae zindagi
Mitaaye mitungi na main do jahaano se
Ae zindagi tu hai meri
Main hoon sirhaana tumhara
Ae zindagi ik sach yehi
Baaki hai jhoota fasaanaIk baar aankhein milake to maano
Nahi koi naam mera…
Nahi koi naam mera…
Nahi koi naam mera…Naamkarann
Nahi koi naam mera…
Naamkarann
Nahi koi naam mera…
Naamkaran
Nahi koi naam mera…
Namkaran..
Nahi koi naam mera…
Hindi Lyrics
ऐ जिंदगी कतर हुन मुख्य
हां मुख्य हुन दाराय तुहारा
ऐ जिंदगी ज़ाररा हुन मुख्य
हां मुख्य हुन सारा ज़ामाना
Ik Baar Aankhein Milake Bata
के नाम है मेरा मेरा … चांद हुन मुख्य या चांद का तुकदा
हां मुख्य हुन दाग टमराये जिंदगी कतर हुन मुख्य
हां मुख्य हुन दाराय तुहारा
ऐ जिंदगी ज़ाररा हुन मुख्य
हां मुख्य हुन सारा जमानामैन चधता सावेरा
हां हुन काली रत
हां मिट मिट के बंटी हुई कायनाट
मुख्य Girta Sitaara HOON
हां हुन फलाक
YA WAQT KI ANKHON SE TOOTI PALAKHAI UGTE SOORAJ KI MUJHME TAPISH
है जर्दी सितारो की मुजम्मे खलीश
हां मिति का चटा सा मुख्य हुन दीया
मा ne se re raaz रोशन किया * ऐ जिंदगी मुख्य रोशनी
हां मेन अंधेरा तुम्हारा
ऐ जिंदगी मुख्य हुन मार्हाम
हां ज़खम मुख्य हुन पुराण
Ik Baar Aankhein Milake Bata
के नाम है मेरा मेरा … चांद हुन मुख्य या चांद का तुकदा
हां मुख्य हुन दाग तुम्हारा
ऐ जिंदगी कतर हुन मुख्य
हां मुख्य हुन दाराय तुहारा
ऐ जिंदगी ज़ाररा हुन मुख्य
हां मुख्य हुन सारा जमानामैन मिति मीन हुन मुख्य चट्टानो मीन भाई
मुख्य oas mein hoon
मुख्य toofaano mein bhi
Ik meam kaise समा Paaungi
मुख्य बंजर मीन हुन
मुख्य बहारन मीन भीिमैन वाणी गुरबानी अज़ानो मीन भी
मुख्य वेदॉन मीन हुन
मुख्य कुरान मीन भी
एक धाम मीन काइज़ समा पांगी
मुख्य गुंबदा मीन हुन
मुख्य मिनारन मीन भिया जिंदगी मुख्य हाय एलेफ
मुख्य ओमकारा तुम्हारा
एई जिंदगी मुख्य हाय खुडी
मुख्य खुड़ारा तुमें
Ik Baar Aankhein Milake Bata
के नाम है मेरा मेरा … चांद हुन मुख्य या चांद का तुकदा
हां मुख्य हुन दाग तुम्हारा
एई जिंदगी कतर हुन मेन
हां मुख्य हुन दाराय तुहारा
एई जिंदगी ज़ाररा हुन मुख्य
हां मुख्य हुन सारा ज़ामानाइकतारा मीरा का
दोहा कबियर का
Iktara मीरा का
दोहा कबियर का
मेन खाली प्याला हुन पैगले फकीर का
आघाज कोई ना अंजाम है
मेरा तोहोई भी नाहि नाम हैतोह क्युन तु तेरे राखवाले घेरा लगात है
र asmon के पिनज्रे मीन काया कराटे हैन
Kyun Daam Dete Hain Thappa Lagaate Hain
मुजसे Kyun Mair Jung Karaate हैन
जंग करारेट हैन
जंग कराटे है … मुख्य बेहोना नादी हुन मुज बेईन
मुख्य पाल पाल सदी हुन मुजहेहेन करते हैं
धारा की तारह मुख्य ज़मीनॉन मीन
मेन धूल की ताराह
मुख्य hoon asmaano meinteri hi beti hoon ae zindagi
Mitaaye Mitungi Na Main Do Jahaano Se
एई जिंदगी तु है मेरी
मुख्य हुन सिराणा तुम्हारा
एई जिंदगी आईके सच येही
बाकी है झूटा फसानियाइक बायर आइकहिन मिल्क टू मानो
नाही कोई नाम मेरा …
नाही कोई नाम मेरा …
नाही कोई नाम मेरा … नौककारन
नाही कोई नाम मेरा …
नामकरन
नाही कोई नाम मेरा …
नामकारन
नाही कोई नाम मेरा …
नमकन ..
नाही कोई नाम मेरा …