Zaroori Tha Lyrics by Sahir Ali Bagga – Rahat Fateh Ali Khan
Rahat Fateh Ali Khan
Zaroori Tha Lyrics of Rahat Fateh Ali Khan’s New Album Back 2 Love: Its music video features love-birds Gauhar Khan & Kushal Tandon. The song is composed by very talented musician from Pakistan – Sahir Ali Bagga while lyrics has been beautifully penned by Khalil-ur-Rehman Qamar.
Song Info
Zaroori Tha Song Info
Singer
Rahat Fateh Ali Khan
Lyricist
Khalil-ur-Rehman Qamar
Music
Sahir Ali Bagga
Cast
Gauhar Khan, Kushal Tandon
Music Label
Universal Music India
Song Video
English Lyrics
Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge
Tune jab aakhiri khat mera jalaya… hoga
Tune jab phool, kitabon se nikaale honge
Dene waala bhi tujhe yaad toh aaya hoga Teri aankhon ke dariya ka
utarna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha
Zuroori tha ki
Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte
Magar phir aarzu’on ka
bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
utarna bhi zaroori tha Bataao yaad hai tumko
Woh jab dil ko churaya tha
Churaai cheez ko tumne
Khuda ka ghar banaya tha
Woh jab kehte thhe
Mera naam tum tasbih mein padhte ho
Mohabbat ki Namaazo ko
qara karne se darte ho
Magar ab yaad aata hai
Woh baatein thi mahaz baatein
Kahin baaton hi baaton mein
Mukarna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha Wahi hai sooratein apni
Wahi main hoon, wahi tum ho
Magar khoya huaa hoon main
Magar tum bhi kahin gum ho
Mohabbat mein dagha ki thi
So kaafir the so kaafir hain
Mili hain manzilein phir bhi
Musaafir thhe, musaafir hain
Tere dil ke nikaale hum
Kahaan bhatke, kahaan pahunche
Magar bhatke toh yaad aaya
Bhatakna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichhadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ki
Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte
Magar phir aarzu’on ka
Bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha
Hindi Lyrics
LAFZ KITNE HI TERE PAIRON SE LIPTE HONGE
ट्यून जब आर्शिरी खत मेरा जलया … होग
ट्यून जबन फूल, किटबोन से निकाले होन
Dene Waala Bhi Tujhe Yaad Toh Aaya Hoga Teri Aankhon Ke Dariya Ka
उत्तरा भाई जरूरी था
मोहब्बत भी जरूरी थी
बिचदना भी जरूरी था
ज़ुरूरी था की
हम डोनो तवाफ-ए-आर्ज़ू कार्ट
Magar Phir Aarzu’on Ka
बिखरना भी जरूरी था
तेरी नंकेन के दारिया का
Utarna Bhi Zaroori Tha Bataao Yaad Hai Tumko
वोह जबिल दिल को चुराया था
Churai Cheez Ko Tumne
खुदा का घर बनया था
वह जबे केहे थे
मेरा नाम तुम तसबिह mein padhte हो
मोहब्बत की नामाज़ो को
QARA KARNE SE DARTE HO
Magar Ab Yaad Aata Hai
वो बैटिन थि महाज़ बैटिन
कहिन बैटन हाय बैटन मीन
मुकरना भी जरूरी था
तेरी नंकेन के दारिया का
Utarna Bhi Zaroori Tha Wahi Hai Soarein apni
वाह मुख्य हुन, वाह तुम हो
Magar Khoya Huaa Hoon मुख्य
Magar Tum Bhi Kahin गम हो
मोहब्बत मी दघा की थी
तो काफिर इतना काफिर है
मिलि हैन Manzilein Phir Bhi
Musaafir Thhe, Musaafir Hain
तेरे दिल के nikale hum
कन्नन भट्के, कहान पहंच
मगर भट्के तोह याद आया
भटकना भी जरूरी था
मोहब्बत भी जरूरी थी
बिछदना भी जरूरी था
ज़ारोरी था की
हम डोनो तवाफ-ए-आर्ज़ू कार्ट
Magar Phir Aarzu’on Ka
बिखरना भी जरूरी था
तेरी नंकेन के दारिया का
उत्तरा भाई जरूरी था