Araz-e-shauq Aankhon Mein

Bahu Begum

Table of Contents

Video

Lyrics

Araz-e-shauq aankhon mein hai, araz-e-vafa aankhon mein hai

अरज़-ए-शौक़ आँखें में है, अरज़-ए-वफ़ा आँखों में है

Arz-e-Shouq is in the eyes, Arz-e-Wafa is in the eyes

Tere aage baat kahane ka maza aankhon mein hai

तेरे आगे बात कहने का मजा आंखों में है

The fun of talking in front of you is in the eyes

Vaaqif hoon khoob ishq ke tarz-e-bayaan se main

वाक़िफ़ हूं ख़ूब इश्क के तर्ज़-ए-बयान से मैं

I am well aware of love's words-e-statements

Kah doonga dil ki baat nazar ki zubaan se main -2

कह दूंगा दिल की बात नज़र की जुबां से मैं -2

I will say heart ki baat with my eyes

Meri vafa ka shauq se tu imtahaan le

मेरी वफ़ा का शौक से तू इम्तहान ले

You test my loyalty with the hobby

Guzaruunga tere ishq mein har imtahaan se main

गुजरुंगा तेरे इश्क में हर इम्तहान से मैं

I will pass through every test in your love

Vaaqif hoon khoob ishqthreedots

वाक़िफ़ हूं ख़ूब इश्कथ्रीडॉट्स

Waqif hoon khoob ishqthridots

Ai husn-e-aashana tere jalavon ki khair ho

ऐ हुस्न-ए-आशाना तेरे जलावों की खैर हो

O Husn-e-Ashaana, your flames are well

Be-gaana ho gaya hoon gam-e-do jahaan se main

बे-गाना हो गया हूं गम-ए-दो जहान से मैं

Gam-e-do jahan se mein ho gaya hai

Ab jaan-b-lab hoon shiddat-e-dard-e-nihaan se main

अब जान-ब-लब हूं शिद्दत-ए-दर्द-ए-निहान से मैं

Now I am alive with Shiddat-e-Dard-e-Nihan

Aise mein tujh ko dhoondh kar laaoon kahaan se main

ऐसे में तुझ को ढूंढ़ कर लाऊं कहां से मैं

So where should I find you?

Zameen hamdard hai meri na hamadam aasamaan mera

ज़मीन हमदर्द है मेरी न हमदम आसमां मेरा

The land is sympathetic to me, neither is my heart

Tera dar chhoot gaya to phir thikaana hai kahaan mera

तेरा डर छुट गया तो फिर थिकाना है कहां मेरा

If your fear is gone, then where is mine?

Qasam hai tujh ko, tujh ko qasam hai,

कसम है तुझे को, तुझ को कसम है,

I swear to you, I swear to you,

Jazbaa-e-dil na jaaye raigaan mera

जज्बा-ए-दिल न जाए रायगान मेरा

Jazba-e-Dil Na Jaaye Raegan Mera

Yahi hai imtahaan teraa, yahi hai imtahaan mera

यही है इम्तहान तेरा, यही है इम्तहान मेरा

This is your test, this is my test

Ek simt muhabbat hai ek simt zamaana

एक सिमत मोहब्बत है एक सिम जमाना

Ek Simat Mohabbat Hai Ek Sim Zana

Ab aise mein tujh ko dhoondh kar laaoon kahaan se main

अब ऐसे में तुझ को ढूंढ़ कर लाऊं कहां से मैं

Now in such a situation, from where should I find you?

Tera kayaal teri tamanna liye hue

तेरा कयाल तेरी तमन्ना लिए हुए

Your thoughts have taken your wishes

Dil bujh raha hai aas ka shola liye hue

दिल बुझ रहा है आस का शोला लिए हुए

Heart is extinguished

Hairaan khadi hui hai doraahe pe zindagi

हेयरा खादी हुई है दोराहे पे जिंदगी

Life is at the crossroads

Naakaam hasaraton ka janaaza liye hue

नाकाम हसरतों का जनता लिए हुए

People with failed wishes

Ab aise mein tujh ko dhoondh kar laaoon kahaan se main

अब ऐसे में तुझ को ढूंढ़ कर लाऊं कहां से मैं

Now in such a situation, from where should I find you?

Aavaaz de raha hai dil-e-kaanamaan karaab

आवाज़ दे रहा है दिल-ए-कानामन कराबी

Dil-e-Kanaman Karabi is giving voice

Seene mein iztaraab hai saanson mein pech-o-taab

देखने में इज़तराब है सांसों में पेच-ओ-ताब

It is a pleasure to see that there is a perch-o-tab in the breath

Ai rooh-e-ishq ai jaan-e-vafa kuch to de javaab

ऐ रूह-ए-इश्क ऐ जान-ए-वफा कुछ तो दे जावाबी

Ae Rooh-e-Ishq Ae Jaan-e-Wafa Kuch To De Jawabi

Ab jaan-b-lab hoon shiddat-e-dard-e-nihaan se main

अब जान-ब-लब हूं शिद्दत-ए-दर्द-ए-निहान से मैं

Now I am alive with Shiddat-e-Dard-e-Nihan

Aise mein tujh ko dhoondh kar laaoon kahaan se main

ऐसे में तुझ को ढूंढ़ कर लाऊं कहां से मैं

So where should I find you?